Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


lo chehraa surkh sharaab hua haaye aankhon ne saagar chhalkaaya lo chehraa surkh sharaab hua aankhon ne saagar chhalkaaya ye gussa haaye ye gussa tera subhaan allah ek husn ka dariyaa chhad aaya lo chehraa surkh sharaab hua ye garm nighaah tauba tauba pathar mein bhi aag bhadak uthe uss dil ka khuda hi haafiz hai jo teri nazar se takraaya ye gussa ye gussa tera subhaan allah ek husn ka dariyaa chhad aaya lo chehraa surkh sharaab hua dekho to zara tum mausam ko mausam bhi larajta hai darr se wo khauff se bijli kaanp uthi baadal ka josh utar aaya ye gussa ye gussa tera subhaan allah ek husn ka dariyaa chhad aaya lo chehraa surkh sharaab hua kyun aag babula hote ho ab chhodo aise gusse ko honthon ki laali kehti hai ik shola lab tak bhad aaya ye gussa ye gussa tera subhaan allah ek husn ka dariyaa chhad aaya lo chehraa surkh sharaab hua
apne chehre se zara zulfen hatate jaaiye meri kismat ke andheron ko mitaate jaaiye band kaliyaan inn haseen honthon ki ab khilne bhi do muskuraane ke ye din hai muskuraate jaaiye muskuraate jaaiye muskuraate jaaiye hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm lo ek kali muskaayi lo ek kali muskaayi lo ek kali muskaayi lo ek kali muskaayi duniyaan se judaa khilne ki adaa daaman mein bahaaren laayi lo ek kali muskaayi muskaayi muskaayi doshiza alhad naadaan husn se apne hai anjaan pyaar ki naa jaane pehchaan dil hi mein dil ke armaan ithlaati bal khaati madmaati dhoom machaati lo ek kali muskaayi lo ek kali muskaayi lo ek kali muskaayi muskaayi muskaayi
mat puchho jo khushi ke maare aaj hai apna haal aankhon mein chhaayi hai masti behek rahi hai chaal ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati ban ke ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati ban ke aaj duniya hai hamaari haay aaj duniya hai hamaari chalenge tan ke ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati ban ke ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati ban ke pyaar ke dekho kaise kaise rang aaye hain sehre mein hamne apne armaanon ke phool sajaaye sehre mein pyaar ke dekho kaise kaise rang aaye hain sehre mein hamne apne armaanon ke phool sajaaye sehre mein dil ke gulshan se haye dil ke gulshan se laaye hai jo chun chun ke ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati ban ke ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati ban ke wahaan talak khushiyaan hi khushiyaan nazar jahaan tak jaati hai khush kismat logon ko kismat aisa din dikhlaati hai wahaan talak khushiyaan hi khushiyaan nazar jahaan tak jaati hai khush kismat logon ko kismat aisa din dikhlaati hai isi din ko haye isi din ko
pyaar to kya milta apnon se thokar ke kaabil kehlaaye kaat ke apna dil bhi diya to chor bane kaatil kehlaaye lo hum chale ho oo lo hum chale chhod ke ghar nahin apna dil dil nahin apni jaan lo hum chale chhod ke ghar nahin apna dil dil nahin apni jaan ke khush raho le ke tum phool sa ek jeevan chaand sa ek sapna lo hum chale ho oo jo ho sake dekho maamta ke mukhde ko jo ho sake dekho maamta ke mukhde ko ke chhod jaate hain apne hi tan ke tukde ko tumhi nahin ho oo tumhi nahin poochhte kis tarah guzregi zindagi ki ghadiyaan lo hum chale chhod ke ghar nahin apna dil dil nahin apni jaan lo hum chale ho oo diya hai kya humne jo ye jaan jaaoge diya hai kya humne jo ye jaan jaaoge to bhar ke aankh tum hum ko gale lagaaoge magar humen ho oo magar humen tum agar yaad bhi kar loge ye bhi hoga ehsaan lo hum chale chhod ke ghar nahin apna dil dil nahin apni jaan ki khush raho le ke tum phool sa ek jeevan chaand sa ek sapna lo hum chale
lo khoon se khoon judaa huaa mushkil se jo milne paayaa lo khoon se khoon judaa huaa mushkil se jo mil naa paayaa wo mil ke phir naa mil sakaa taqdeer ko naa bhaayaa lo khoon se khoon judaa huaa mushkil se jo mil naa paayaa wo mil ke phir naa mil sakaa taqdeer ko naa bhaayaa lo khoon se khoon judaa huaa chup hai zubaan lekin chaahat ye keh rahi hai mere hi khoon ki nadiyaan uss dil mein beh rahi hain main pyaar kaa hoon baadal aur wo hai meraa saayaa wo mil ke phir naa mil sakaa taqdeer ko naa bhaayaa lo khoon se khoon judaa huaa dil keh rahaa hai mera usko gale lagaa loon seene ki aag ko main us pyaar se bujhaa loon maali kaa ghar ujad gayaa aur phool rang laayaa wo mil ke phir naa mil sakaa taqdeer ko naa bhaayaa lo khoon se khoon judaa huaa
lo pyaar ki ho gayi jeet balam hum tere ho gaye hum tujh se laga kar preet nayi duniyaan mein kho gaye balam hum tere ho gaye lo pyaar ki ho gayi jeet balam hum tere ho gaye hum tujh se laga kar preet nayi duniyaan mein kho gaye balam hum tere ho gaye nainon ne tere sajan mann ko lubha ke chhoda dil pe kiya wo jaadoo apna bana ke chhoda mere dil mein khushi ka rang honthon pe khushi ke geet mere dil mein khushi ka rang honthon pe khushi ke geet hoo looo pyaar ki ho gayi jeet lo pyaar ki ho gayi jeet lo pyaar ki ho gayi jeet balam hum tere ho gaye hum tujh se laga kar preet nayi duniyaan mein kho gaye balam hum tere ho gaye armaan bhare do dil hain duniyaa pe hai jawaani teri kasam o saajan rut hai badi suhaani teri kasam o saajan rut hai badi suhaani ooo hoooo ooooo oooo oooo rahen mil ke sada hum tum yunhi jaaye umariya beet rahen mil ke sada hum tum yunhi jaaye umariya beet hoo looo pyaar ki ho gayi jeet lo pyaar ki ho gayi jeet lo pyaar ki ho gayi jeet balam hum
are bhai log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye haan log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye o dekho o kidhar o udhar wo wahan haye haye haye are log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye kahe gussa unhe aa gaya haan ham ko maza aa gaya ho ho gussa unhen aa gaya ho ham ko maza aa gaya yun dagmagaaye kadam jaise nasha chhaa gaya is dil ke sare arma nikal gaye are bhai log jal gaye jaane kya baat huyi sathi chhati pe teer chal gaye log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye nafrat ke mehlon se galiyan bhali pyaar ki daulat ke kanton se kaliyan bhali pyaar ki ho nafrat ke mehlon se galiyan bhali pyaar ki dekho hamaare raste badal gaye are bhai log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye dhanwaan dekhe zara haan ye khel
na pehchanunga main pichhla na hi janunga main agla hooo log kahenge pagla pagla log kahenge pagla na pehchanunga main pichhla na hi janunga main agla hooo log kahenge pagla pagla log kahenge pagla na pehchanunga main pichhla ho sakta hai dushman ko bhi kehne lag jaun yaar ho sakta hai dushman ko bhi kehne lag jaun yaar din ko raat raat ko din phir bhi mere pyaar tum na kehna pagla jab sab log kahenge pagla na pehchanunga main pichhla na hi janunga main agla hooo log kahenge pagla pagla log kahenge pagla na pehchanunga main pichhla dhundhli ujli tasveeren hain dhuan dhuan si raat dhundhli ujli tasveeren hain dhuan dhuan si raat dil ki bhool bhulaiyon mein hi kho gayi dil ki baat dard bahe aankhon se banke aansu mujhsa pagla na pehchanunga main pichhla na hi janunga main agla hooo log kahenge pagla pagla log kahenge pagla
log kehte hain ki hum tumse kinara kar lein tum jo keh do to sitam yeh bhi gawara kar lein log kehte hain tumne jis haal e pareshan se nikala tha hamein aasra de ke mohabbat ka sambhala tha humein sochte hain ke wahi sochte hain ke wahi haal dobara kar lein tum jo keh do to sitam yeh bhi gawara kar lein log kehte hain yun bhi ab tumse mulakaat nahin hone ki mil bhi jaao mil bhi jaao to koi baat nahin hone ki aakhri baar bas ab aakhri baar bas ab zikrr tumhara kar lein tum jo keh do to sitam yeh bhi gawara kar lein log kehte hain aakhri baar khayalon mein bula lein tumko aakhri baar kaleje se laga lein tumko aur phir apne tadapne aur phir apne tadapne ka nazara kar lein tum jo keh do to sitam yeh bhi gawara kar lein log kehte hain ki hum tumse kinara kar lein
Log Kehte Hain
hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm dere naa aaaa log kehte hain main sharabi hoon log kehte hain main sharabi hoon tumne bhi shayad yehi soch liya haaan log kehte hain main sharabi hoon kisipe husn ka gurur jawaani ka nasha kisi ke dil pe mohabbat ki ravaani ka nasha kisiko dekh ke sanson se ubharta hai nasha bina piye bhi kahin had se guzarta hai nasha nashe mein kaun nahin hai mujhe batao zara kise hai hosh mere saamne to lao zara nasha hai sab pe magar rang nashe ka hai juda khili khili huyi subah pe hai shabnam ka nasha hawa pe khushbu ka badal pe hai rimjhim ka nasha kahin suroor hai khushiyon ka kahin ghum ka nasha nasha sharaab mein hota to nachati botal maikade jhoomte paimanon mein hoti hulchal nasha sharaab mein hota to nachti botal nashe mein kaun nahin hai mujhe batao zara nashe mein kaun nahin hai mujhe batao zara log kehte hain main sharabi hoon thodi aankhon se pila de re sajni deewani thodi aankhon se pila de re sajni deewani tujhe main tujhe main tujhe
log peete hain ladkhadate hain dil se duniyaa ka ghum mitate hain log peete hain ladkhadate hain dil se duniyaa ka ghum mitate hain ek hum hain ke teri mehfil mein pyaase aate hain pyaase jaate hain khush hain sab aur khushi nahin milti zinda hain zindagi nahin milti jal rahe hain charaag umeedon ke jal rahe hain charaag umeedon ke aur kahin roshni nahin milti roshni ka fareb khaate hain roshni ka fareb khaate hain pyaase aate hain pyaase jaate hain log peete hain ladkhadate hain mehki mehki huyi fazaa ko salaam behki behki huyi hawaa ko salaam inn bahaaron se to bhali hai khizaan inn bahaaron se to bhali hai khizaan inn bahaaron ki har adaa ko salaam jinn mein sau zakham muskurate hain jinn mein sau zakham muskurate hain pyaase aate hain pyaase jaate hain log peete hain ladkhadate hain dil se duniyaa ka ghum mitate hain ek hum hain ke teri mehfil mein pyaase aate hain pyaase jaate hain
log saare raahi rasta jahaan saathi nahi koi kisi ka yahaan log saare raahi rasta jahaan saathi nahi koi kisi ka yahaan saathi nahi koi kisi ka yahaan oooooooooo ooooooo ho ooooooo dhadkan ban keeee dil mein rahe joooo samjhe nahin wo dil ki juban janmo ka naataaaa joda tha jinse tod ke chale wo parmi kahaan log saare raahi rasta jahaan saathi nahi koi kisi ka yahaan saathi nahi koi kisi ka yahaan sapne dekhe saawan ke humne kismat mein to sehra raha andhi uda keeeee le gayi badalllll mann pyase ka pyasa raha log saare raahi rasta jahaan saathi nahi koi kisi ka yahaan saathi nahi koi kisi ka yahaan kho jaise jaiseee rait mein jharnaa jaise gagan ke beech dhuan aise kho gayeee hum raste meinnnn milta nahin hai khud ka nishaan log saare raahi rasta jahaan saathi nahi koi kisi ka yahaan saathi nahi koi kisi ka yahaan oooo oooooo hooo oooooooo ooooo
ganga bhi beh rahi hai chitaon ke saath saath shole bhi chal rahe hain hawaon ke saath saath shole bhi chal rahe hain hawaon ke saath saath log to mar kar jalte honge main jeete jee jalta hoon log to mar kar jalte honge main jeete jee jalta hoon aankh mein sapne phoolon ke aur angaron par chalta hoon log to mar kar jalte honge main jeete jee jalta hoon suraj to din bhar chal chal kar shaam ko thak kar dhal jaata hai suraj to din bhar chal chal kar shaam ko thak kar dhal jaata hai main woh suraj hoon jo nikal kar pal bhar hi mein dhalta hoon log to mar kar jalte honge main jeete jee jalta hoon aankh mein sapne phoolon ke aur angaron par chalta hoon log to mar kar jalte honge main jeete jee jalta hoon mar kar wapas kaun aaya hai main mar kar vaapas aaya mar kar wapas kaun aaya hai main mar kar wapas aaya jab ye jeena raas na aaya phir marne ko chalta hoon log to mar kar jalte honge main jeete jee jalta hoon aankh mein sapne phoolon ke aur angaron par chalta hoon log
logo na maaro isse yahi to mera dildaar hai logo na maaro isse yahi to mera dildaar hai dil se jo dil takraaye nahin dushmani ye pyaar hai hum zaraa jo ulajh gaye kyun ladaai samajh gaye pyaari pyaari ye thi hamari mohabbat ki dillagi zaraa kaahe ko rutha deewana mera tu hi to sapna suhana mera aye lo saiyaan main hi haari ulta pada nishana mera kaahe ko rutha deewana mera tu hi to sapna suhana mera aye lo saiyaan main hi haari ulta pada nishana mera kaahe ko rutha deewana mera yun to shuru se hoon main tumhin par ye dil haare huye lekin khafa hoke tum to aaj aur bhi pyaare huye pyaar tha to sataya tumhen rang adaa ka dikhaya tumhen kaisa naadaan bhola bhala abhi tak hai mastana mera kaahe ko rutha deewana mera tu hi to sapna suhana mera aye lo saiyaan main hi haari ulta pada nishana mera kaahe ko rutha deewana mera tere milan se yunhi mehakta rahe mera jahaan sadaa lagi rahun gale kabhi na dhale ab ye samaa teri chahat jawaani meri tera ghum zindagani meri tujh ko
Logo Ye Kiski Arthi Chali
logon ka dil agar haan jeetna tumko hai to bas meetha meetha bolo logon ka dil agar haan jeetna tumko hai to bas meetha meetha bolo chale hain jaise kahin sheeshe pe aari kaanon ko laage hai aawaaz tumhaari chale hain jaise kahin sheeshe pe aari kaanon ko laage hai aawaaz tumhaari kehna hai kuchh agar to bolon mein mishri gholo bas meetha meetha bolo saaz chhupa hai jab seena e dil mein geet tumhaare hain kyun phir mushkil mein saaz chhupa hai jab seena e dil mein geet tumhaare hain kyun phir mushkil mein sabse tumhen agar haan aage badhana hai to bas meetha meetha bolo lara lal lal laa lara lal lal laa lara lal lal laa lara lal lal laa sau mein se ek hai baat pate ki din ho surilaa to raat majje ki sau mein se ek hai baat pate ki din ho surilaa to raat majje ki apna ye maal agar haan bechna tumko hai to bas meetha meetha bolo logon ka dil agar haan jeetna tumko hai to bas meetha meetha bolo
logon ki zubaan par apna naam hai pehla logon ki zubaan par apna naam hai pehla hum mein se har ek hai nehle pe dehla o ho logon ki zubaan par apna naam hai pehla logon ki zubaan par apna naam hai pehla hum mein se har ek hai nehle pe dehla nehle pe dehla soyi hai ye duniya hum jaage ho peechhe hain sab humse hum aage are pakad sake na yaar itna bhaage soyi hai ye duniya hum jaage peechhe hain sab humse hum aage pakad sake na yaar itna bhaage ho apna rasta chhod de hat baaju o chhaila apna rasta chhod de hat baaju o chhaila hum mein se har ek hai nehle pe dehla nehle pe dehla ye meri main iska deewaana sunta hai tu kyun ye afsaana tera yahaan kya kaam tu begaana ye meri main iska deewaana sunta hai tu kyun ye afsaana tera yahaan kya kaam tu begaana ye hai mera majnu main hoon iski laila ye hai mera majnu main hoon iski laila hum mein se har ek hai nehle pe dehla nehle pe dehla hum hanske jeete hain marte hain ho duniya mein sab humse darte hain are bade bade bas
tan bhi badla man bhi badla badal gayi hai kaaya kaali raat se jeevan ko ab mil gayi ujali chhaya looie shama sha ui ui ui ui ui ui ui ui ui ui looie shama sha uii looie shama sha le ja pyaar zara sa de ja pyaar zara sa ui ui ui ui looie shama sha uii looie shama sha le ja pyaar zara sa de ja pyaar zara sa le ja pyaar zara sa de ja pyaar zara sa le ja pyaar zara sa de ja pyaar zara sa ui ui ui ui looie shama sha uii looie shama sha le ja pyaar zara sa de ja pyaar zara sa ui ui ui ui aaaa aaa aaa aaaaaaaaaaaaaaaaa mausam ne li angdaayi hai kudrat ne bandhi payal hai haaye main kiski baat karun dil mera hi to ghayal hai rishton ki mehandi le aao o o o o o o rishton ki mehandi le aao dulhan sa mujhe sajaao dulhan sa mujhe sajaao ri prem ki bhasha ui ui ui ui ui ui prem ki bhasha uii prem ki bhasha le ja pyaar zara sa de ja pyaar zara sa ui ui ui ui hooo dil chanda ka le aayenge sooraj se aankh milayenge aa jayenge jab apni par taaron ko tod ke layenge dil chanda ka le
aa aaa aa haa o ho o ho o ho aa haa loote koi mann ka nagar banke mera saathi loote koi mann ka nagar banke mera saathi kaun hai wo apnon mein kabhi aisa kahin hota hai ye to bada dhoka hai loote koi mann ka nagar banke mera saathi yahin pe kahin hai mere mann ka chor nazar pade to bahiyaan doon marod yahin pe kahin hai mere mann ka chor nazar pade to bahiyaan doon marod jaane do jaise tum pyaare ho wo bhi mujhe pyaara hai jeene ka sahaara hai dekho ji tumhari yehi batiyaan mujh ko hain tadpaati loote koi mann ka nagar ho o o o oo loote koi mann ka nagar banke mera saathi rog mere jee ka mere dil ka chaen saanwala sa mukhda uss pe kaare nain rog mere jee ka mere dil ka chaen saanwala sa mukhda uss pe kaare nain aise ko roke ab kaun bhala dil se jo pyaari hai sajni humaari hai kaaho karoon main bin uss ke reh bhi nahin paati loote koi mann ka nagar ho o o o oo loote koi mann ka nagar banke mera saathi saathi saathi saathi saathi saathi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Lo Chehra Surkh Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 03:53 13107
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:53   Song Number : 13107   

Lo Ek Kali Muskaayi (Sad Version) Ek Kali Muskayee (1968) 04:02 13220
 
Poster of Ek Kali Muskayee (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:02   Song Number : 13220   

Lo Hum Aaye Dulha Aan Baan (1972) 05:49 40807
 
Poster of Aan Baan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Rakhi, Pran
Duration : 05:49   Song Number : 40807   

Lo Hum Chale Chhod Ke Ghar Nahin Meri Bhabhi (1969) 05:27 17659
 
Poster of Meri Bhabhi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 05:27   Song Number : 17659   

Lo Khoon Se Khoon Juda Huaa Main Nashe Mein Hoon (1959) 03:32 38774
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:32   Song Number : 38774   

Lo Pyaar Ki Ho Gayi Jadoo (1951) 03:37 13396
 
Poster of Jadoo (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:37   Song Number : 13396   

Log Jal Gaye Raaste Pyar Ke (1982) 05:30 38121
 
Poster of Raaste Pyar Ke (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rekha, Jeetendra
Duration : 05:30   Song Number : 38121   

Log Kahenge Pagla Pagla Ghungroo Ki Awaaz (1981) 03:48 40087
 
Poster of Ghungroo Ki Awaaz (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Vijay Anand
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Vijay Anand
Duration : 03:48   Song Number : 40087   

Log Kehte Hain Bahu Begum (1967) 03:32 36107
 
Poster of Bahu Begum (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:32   Song Number : 36107   

Log Kehte Hain Khudgarz (1987) 07:02 40145
 
Poster of Khudgarz (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jeetendra, Bhanu Priya
Duration : 07:02   Song Number : 40145   

Log Kehte Hain Main Sharabi Hoon Sharaabi (1984) 05:15 37001
 
Poster of Sharaabi (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan, Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jaya Prada, Amitabh Bachchan
Duration : 05:15   Song Number : 37001   

Log Peete Hain Faraar (1955) 03:01 20831
 
Poster of Faraar (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Anil Chatarji, Others
Duration : 03:01   Song Number : 20831   

Log Saare Raahi Manokaamnaa (1979) 06:12 19138
 
Poster of Manokaamnaa (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Raj Kiran
Duration : 06:12   Song Number : 19138   

Log To Mar Kar Jalte Honge Gauri (1968) 05:07 37818
 
Poster of Gauri (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 05:07   Song Number : 37818   

Logo Na Maaro Ise Anamika (1973) 04:52 20832
 
Poster of Anamika (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Jaya Bachchan
Duration : 04:52   Song Number : 20832   

Logo Ye Kiski Arthi Chali Dil Aur Deewar (1978) 05:12 36905
 
Poster of Dil Aur Deewar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 05:12   Song Number : 36905   

Logon Ka Dil Agar Man Pasand (1980) 03:54 15161
 
Poster of Man Pasand (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:54   Song Number : 15161   

Logon Ki Zubaan Par Nehle Peh Dehlaa (1976) 04:39 39735
 
Poster of Nehle Peh Dehlaa (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Saira Banu
Duration : 04:39   Song Number : 39735   

Looie Shama Sha Kranti (1981) 07:49 36705
 
Poster of Kranti (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dilip Kumar
Duration : 07:49   Song Number : 36705   

Loote Koi Mann Ka Nagar Abhimaan (1973) 03:44 20834
 
Poster of Abhimaan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan
Duration : 03:44   Song Number : 20834